Id ke din ka etkaf ki mannat mani ho to etkaf ka kya hukm hai ?

 



agar id ke din ka etkaf ki mannat mani ho to ye mannat dusre din me puri kare jab roza rakhna jaiz hai agar id ke din hi mannat puri ki to mannat puri ho gai lekin gunhgar hoga 

Reactions

Post a Comment

0 Comments